Kar do Kar Do Karam Murshid e Mohtaram Best Qawwali of Nusrat Fateh Ali Khan
6.1M views · May 23, 2020 · People & Blogs
Comments · 1.7K
@cheekykitten25 · 3 years ago
Charaagh-E-Chisth, Shah-E-Auliya, Ghareeb Nawaaz,
Bahaar-E-Anjum-E-Musfata, Ghareeb Nawaaz,
Suno Suno Mere Haajat Rawa, Ghareeb Nawaz,
Mein Day Raha Hoon Sada Per Sada, Ghareeb Nawaz,

Khawaja-E-Khawajgan, Haami E Bekasan,
Iljita Sun Lo Shah-E-Umam Ke Liye,

Kerdo Kerdo Karam, Murshid-E-Mohtaram,
Tum Ko Bhaija Gaya Hai Karam K Liye,

Kerdo Kerdo Karam, Mere Khuwaja Piya,
Ger Tum Na Karo Gay To Karam Kaun Karay Ga,
Jhooli Meri Tumhare Siwa Kaun Bharay Ga,

Kerdo Kerdo Karam, Mere Khuwaja Piya,

Tera Karam Nahi To Qayamat Hai Zindagi,
Tera Karam Ho Jab To Salaamt Hai Zindagi,

Kerdo Kerdo Karam, Mere Khuwaja Piya,

Kerdo Kerdo Karam, Murshid-E-Mohtaram,
Tum Ko Bhaija Gaya Hai Karam K Liye,

Hai Tumhari Talab, Haasil-E-Bandagi,
Is Say Barh Ker Nahi Hai Ibadat Koi,
Mere Sajday Hein Ey Khuwaja Hind-Al-Wali,
Bus Tumhare He Naqsh-E-Qadam K Liye,
Noor-E-Shah-E-Najaf, Mere Khuwaja Piya,
Tere Chaukhat Pay Waliyon Nai Sajda Kia.
Khaaliq-E-Dojahaan Say Ye Rutba Mila,
Tere Darbaar Faiz-O-Karam K Liye,

Shah-E-Ajmer, Mera Masiha Hai Tu,
Dard Mandoon Ke Dukh Ka Madawa Hai Tu,
Teri Nisbat Ka Daman Rahay Haath Mein,
Bus Dawa Hai Yeah He Ranj-O-Gham K Liye,

Thaamna Hath Aye Sayyad-E-Mehrbaan,
Hai Tera Kaam Khuwaja Khata Poshiyan,
Laaj Rakhna Fana Ki Moeen-E-Jahaan
Hashr Mein Taajdaar-E-Haram K Liye,
39
@boizworld135 · 4 years ago
Jn ko nusrat fateh ali khan ni pasand to beta abhi tm bachy ho...jb ma bacha tha to mujha bhi nai pasand tha lakin abhi kuch months se bht fan hota ja rha hon ustad jee ka😍
37
@kabeerpathan6015 · 2 years ago
Mashaallah Allah Subhan Allah Allah Nusrat Fateh Ali Khan ko janat me ala se ala Mukam aata farmaye ❤❤❤
63
@KashifKhan-rw6ri · 2 years ago
Mere Gareeb Nawaz ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺 karam farmaiye.......................
15
@Fardeenkhan-f7k · 2 years ago
I like this qawalii Masha'Allah Dil ko bht sakoon Mila h ❤❤❤
23
@singerbilalsingerbilal7036 · 3 years ago
میں نے اپنی ذندگی میں نہ اتنا پیارا اخلاق دیکھا اور نہ ہی اتنی پیاری اواز استاد جی زندہ باد
یہ ہم پچپن میں بہت سنا کرتے تھے ٹیپ ریکاڈر پر
84
@AliHaider-cp5gg · 4 years ago
Solution of my all worries 😘😘😘
38
@MohdNomaan-h2f · 2 years ago
Qawli sune tu.dil ko.sokoon milta bhot pyaari qawali hai
23
@ahmedshaikh1580 · 4 years ago
Aaj kal ke singers ka jitne der me gaana khatam. Ho ta hai itne me sirf legend ka mahol banta hai☺😁
86
@ayubjamadar9078 · 4 years ago
Nusrat Sahab you are simply great 👍🙏🙏🙏🙏🙏 We don't have Words to Shower upon you ,
ALLAH aap ZANTUL FIRDOUS ATA FARMA DE
63
@Umargames211 · 5 years ago
Kar do kar do karam murshade mohtram......🙏🙏🙏
30
@yawarkhanmrkhan2199 · 4 years ago
Mashaallah bohat acha kalam hai dil ko choo jata hai
44
Up next

Shah-e-Mardan Sher-e-Yazdan | Nusrat Fateh Ali Khan | Quwat-e-Parwardigar | OSA Islamic
OSA Islamic · 25M views

Main Neewan Mera Murshad Ucha Nusrat Fateh Ali Khan Best Qawali
nusrat fathe ali khan hafizabadi · 898K views

Is Karam Ka Kru Shukar Kesy Adaa | Sufism Pakistan
I Shahzad Abdul Wahab · 51M views

Coke Studio Season 11| Piya Ghar Aaya| Fareed Ayaz| Abu Muhammad Qawwal and Brothers
Coke Studio Pakistan · 108M views

Tu Kuja Man Kuja | تو کجا من کجا | Nusrat Fateh Ali Khan | Soulful Sufi Qawwali
Qawalli Studio · 22K views

Aastan Hai Yeh Kis Shah-E-Zeshan Ka | Ustad Nusrat Fateh Ali Khan | official version | OSA Islamic
OSA Islamic · 24M views

Jab Karam Hota Hai Halat Badal Jate Hain | Nusrat Fateh Ali Khan | slowed + reverb |#trending
Koi Umeed · 6.7M views

Dam Hama Dam ALI ALI | Nusrat | دم ہمہ دم علی علی | نصرت | @QawAli5M
QawAli 5M · 1.2M views

تاجدارِ حرم||Atif Aslamqawali ||Tajdare Haram
Urdu library 7890 · 36M views

Kamli Wale Muhammad Toon Sadqe Main Jawan | Nusrat Fateh Ali Khan | Heart Touching Qawwali
Sufi Naghma · 554K views

Nusrat Fateh Ali Khan - Is Karam Ka Karoon Shukar Kaise Ada with Lyrics | Popular Qawwali | OSA
OSA Islamic · 22M views

یا حی یا قیوم | Nusrat Fateh Ali Khan | دل کو چھو لینے والی قوالی | #YaHayyuYaQayyum #NusratFateh
MUSLIM KITABI · 547K views

Jab Karam Hota Hay Halat Badal Jate Hain || Nusrat Fateh Ali Khan || Best Qawwali #qawali
Islamic Videos · 2.1M views

Is karam ka karon #Ustad Nusrat Fateh Ali Khan
ahmed song · 264K views

Aastan Hai Yeh Kis Shahe Zeeshan Ka | Full Version | Nusrat Fateh Ali Khan | official | OSA Islamic
OSA Islamic · 4.4M views

Aye Khatm-e-Rasool ﷺ | Heart Touching Qawwali | Nusrat Fateh Ali Khan | Special Qawali NFAK
Alihashmi213 · 305K views

Dekhne Ko Yaa Muhammad S.A.W || Nusrat Fateh Ali Khan
UAM production · 3.1M views

Balaghal Ula Bi Kamaalihi | Ali Zafar | Naat
Ali Zafar · 167M views

| Is karam ka karun shukr kaise ada | ustad Nusrat fateh ali khan | qawali |
Nawaz ulla shah dilnawazi · 857K views

Kali Kali zulfooon k phandy na daloo#
nusrat songs · 33K views