Ads skipped

भारत के मुसलमानों की जातियों की असली कहानी । History of Indian Muslim Castes

282K views · Aug 14, 2026 · News & Politics

Comments · 643

• @TohidKhan-mc2xy · 1 month ago

I ❤ Muhammad s.a.w

49

• @AkashGupta12359 · 1 month ago

Jo log apni Maa se piyar karte he live Maa

31

• @abdulkarimahmed7113 · 1 month ago (edited)

मुस्लिम कौम के पढ़ाई से नफरत के कारण 99% मुसलमान 99% मुस्लिम स्वतंत्रता सेनानी के नाम तक नहीं जानते
हमें अपने स्कूल, दुकान, फार्म हाउस, कंपनी, फैक्ट्री सभी का नाम इन मुस्लिम स्वतंत्रता सेनानियों के नाम पर रखना चाहिए,,,आज के दौर में तो यह करना बहुत जरूरी हैं
अमीर मुसलमानो के 99% बेटे अमीरी के कारण, औऱ गरीब मुसलमानो के 99% बेटे गरीबी के कारण आठवी के बाद पढ़ाई छोड़ देते हैं,,इस पर भी ध्यान देने कि जरुरत है,,

39

• @zubairansaar4931 · 1 month ago

I am proud to be muslim ❤

10

• @sajanahemad5063 · 1 month ago

Hum sab Musalman hai ❤

8

• @TURK1706 · 1 month ago

Main Amroha jile ka ek Turk hun aur aaj aapko Turko ka Hindustan mein itihas aur un Turko ke settlement ke baare mein tafseel se batata hun. Turk ek qadeem qaum hai jiske baare mein pyare Paighambar (Salallahu ta’ala alaisi wa alihi wasallam) ne farmaya, “Turko ko mat chhuo jab tak Turk tumhe na chhuye” (Abu Dawood 4302). Turk Hindustan aaye pehle Mehmood Ghaznavi ke daur mein bhi the, lekin Hindustan mein settle Delhi Sultanat ke waqt hue. Turko ko iqtadar banaya gaya tha Badaun ka, tab Sambhal, Amroha, Moradabad, Bareilly, Rampur, Badaun ke iqta ke zere-saye aate the, tab hi Turk is khitte mein bas gaye the.
Jaise Badaun ke Kasganj jile mein Amir Khusrau paida hue, jinhone khud ko Turk-e-Hindustani kaha kyunki woh khud ek Turk the, lekin unki walida Rajput gharane se thi. Woh Hazrat Nizamuddin Auliya (RA) ke shagird bane aur Hazrat Nizamuddin ne Amir Khusrau ko Turk-ullah kaha (yani Allah Pak ka Turk). Hazrat Nizamuddin Auliya (RA) aur Razia Sultana bhi Badaun mein hi paida hue the, halanki Hazrat Nizamuddin Turk nahi the lekin woh Central Asia se Turko ke saath hi aaye the. Badaun ka iqta sabse pehle Qutubuddin Aibak ke paas tha, fir Iltutmish ke paas, fir Ruknuddin Firuz Shah, Malik Izzuddin Muhammad Salari, Ikhtiyaruddin Altuniya, Badr al-Din Sunqar, Taghan Khan aur Ghiyasuddin Balban ke paas bhi raha.
Iltutmish ne takht nasheen hone ke baad 40 Turk sardaro ka ek group banaya jise baad mein Turkan-e-Chahalgani kaha jaane laga. Ye Sultan ke baad sabse powerful Turk sardar the. Inko iqta diya jata tha. Iqta, jaisa ki maine pehle zikr kiya hai iska, ye ek system tha jisme army in Turk sardaro mein takseem kar di jaati thi aur unko zameen faraham ki jaati thi, aur uss zameen ki abadi se mile hue tax se sab Turk sardar apne apne lashkar ko tankhwa diya karte the aur bacha hua paisa Darul-Hukumat Dilli pohcha diya karte the.
Ye 40 Turk sardar Sultan Iltutmish ke guzarne ke baad khana jangi ka shikar ho gaye. Ye Sultan muntakhib karte aur usko apne isharo par chalate, aur jo Sultan baat nahi manta usko maar diya karte the. Kaafi arse tak ye silsila chala aur fir kuch Turko ne Razia Sultana ko hakim bana diya, lekin baaki Turk sardaran iss baat se naraz the isiliye unhone baghawat kardi. Razia Sultan ko maloom tha isiliye unhone ooche aur bade ohdo se Turko ko hata diya aur Khiljio ko ohda dena chalu kar diya, jisse ki baaki Turk sardar aur naraz ho gaye. Khilji wese toh Turk khoon the lekin woh Afghan/Pashtoon/Pathan culture follow karte the, isiliye Mamluk Saltanat ke Turk unko neecha samajhte the aur bade ohdo par nahi aane dete the.
Delhi Sultanat jo ki 5 badi saltanato se milkar bani hai, usme sabse pehle aate hai Mamluk yani ghulam, fir aate hai Khilji, fir Tughlaq, fir Sayyed aur fir Lodhi. Jisme se Mamluk aur Tughlaq Turk the, Khilji Turk khoon the lekin Afghan culture aur riwayat ko maante the toh unhe Turk kehne ka koi fayeda hi nahi hai. Aur Sayyed alag hukumat thi aur Lodhi Pathan/Pashtoon/Afghan the. Mamluk Saltanat mein sirf Turk hi sardar banta tha, halanki Khilji aur Tughlaq hukumat mein sab kuch qabiliyat par mabni tha aur jo qabil hoga woh sardar banega chahe Turk ho ya na ho, aur ye hi Islam ka bhi hukm hai jo ki behtar hai.
Ab wapas samajhte hai Turko ka iss khitte mein basne ki kahani. Razia Sultan ke Khiljio ko bade ohde dene se naraz Turk sardaro ne baghawat karke unko aur unke Turk shohar Ikhtiyaruddin Altuniya ko marwa diya. Fir Ghiyasuddin Balban Sultan bana. Balban ek sakht Sultan tha, halanki Deen-e-Islam se kaafi door tha lekin Balban ki aulad bohot behtareen thi. Balban zyada tar Mongol aur Katehr ilaqe ke Rajputo se lada. Uss zamane ka Katehr aaj ke Uttar Pradesh ka ek hissa hai jisme Amroha, Sambhal, Badaun, Rampur, Bareilly, Moradabad aur deegar ilaqe aate hai, aap Google bhi kar sakte hai. Katehr Rajputo ka ilaqa tha aur iss ilaqe mein baar baar Rajput baghawat karte the, toh Balban ne iss ilaqe mein muhim chalu ki aur Amroha ke ilaqe ke tamam jangal katwaye aur Rajputo ko haraya. Allah ke fazl-o-karam se aaj bhi Turk iss Katehr ilaqe mein maujood hai aur jaisa ki maine bataya, Badaun iss Katehr ilaqe ka sabse ahm hissa raha hai.
Ghiyasuddin Balban khud unn 40 Turk sardaro mein se ek tha aur usko maloom tha ki woh Turk sardar jo uske hi saathi the use marwa denge, isiliye Balban ne Turkan-e-Chahalgani ko todna shuru kar diya. Kuch Turk sardaro ko zeher deke maar diya aur kuch ko apne jasooso se marwa diya. Aisa mana jata hai ki kuch Turk sardar Balban se bachne ke liye Delhi se hijrat karke khaas logo ke saath Katehr ke ilaqe mein bas gaye aur chhup kar zindagi basane lage. Fir Khilji, jo khoon se toh Turk the lekin riwayat se Pashtoon the, unhone baaki kuch Turk lashkar aur sardaro ko Delhi se bartaraf kar diya aur woh bhi Katehr ke ilaqe mein hi aakar bas gaye.
Mongolo ka Afghanistan par qabza aur Razia Sultan ka Khiljio ko bade ohde dena Mamluk Turk Saltanat ke zawal ki wajah bani, kyunki Central Asia se Turk lashkar aane band ho gaye Mongolo ki wajah se. Aur kaafi Pashtoon Mongolo ke kehar se bachke Delhi aa gaye toh inki abadi badh gayi, aur Khiljio ko bade ohde toh Razia Sultan, jo Turk Sultan Iltutmish ki beti thi, unhone de hi diye the. Fir uske baad hukmaran toh Turk hi rahe jaise Tughlaq aur Mughal, lekin lashkar aur sardaran, sipah-salar zyada tar non-Turk the.
Ek aur dilchasp waqia Mughal daur ke saal 1526 mein hua tha jab Sambhal sheher ek Pathan sardar Baban ke paas tha, tab Babur ne sipah-salar Hindu Beg ke saath Turk-Mughal fauj bheji thi Sambhal ko fatah karne. Jab woh Turk lashkar nadi paar kar raha tha tab Hindu Beg ne 150 Turk Sambhal ki janib rawana kiye, aur jab woh Sambhal pohche toh un 150 Turko ne hamla karke Sambhal fatah kar liya. Hindu Beg baaki lashkar lekar agle din Sambhal pohche, tab tak Sambhal kul 150 Turk, Baban aur uske lashkar ko harakar fatah kar chuke the, aur iss waqia ke baad hi Shahi Jama Masjid ki tameer hui thi. Iss maarke ko tareekh-daano ne “Siege of Sambhal 1526” naam diya jisko aap Wikipedia par bhi padh sakte hai, aur ye bhi Turk settlement ki taraf ishara karta hai.
Turk ek azeem qaum thi lekin afsos aaj kaafi jahalat mein mubtala hai. Apni tareekh, riwayat aur Turki zubaan ko bhool chuke hai aur deen se kaafi door hai, aur bas baaki logo ko neecha dikhate rehte hai jabki woh sab bhi jang mein barabar ke shareek the. Ye tareekh maine kaafi short mein bayan ki hai, isko agar tafseel se janna chahte hai toh aap mujhse rabta kar sakte hai.
Fi Aman-Allah.

68

• @mdtofique1990 · 1 month ago

आपकी यह वीडियो 90% से 95% सही है खास तौर से मेवातियों और पठान के बारे में और राजपूतों के बारे में

3

• @SAVE_CONSTITUTION_DEMOCRACY · 1 month ago

THERE IS ONLY ONE CAST #MUSLIMS
NO CASTIESM IN ISLAM 🕋🕋🤲🏿🥀🥰

6

• @muhammadragib2318 · 1 month ago

Alhamdulillah im muslim rajput ❤❤❤

5

• @AbdulSahidBarbhuiya-h7q · 1 month ago

Musalman jindabad Allah Hu Akbar 1 Allah ☝️🤲

19

• @इमामुद्दीनखानकलरकापड़ीसर · 1 month ago

पच्छिमी राजस्थान में बड़ी आबादी सिंधी मुसलमानों की हैं

4

• @tausmohfav6093 · 1 month ago

Sajid bhai thanks for sharing correct history of Ansaris... kyunke aajkal muhim chala hai up mein ansariyon ko obc communities se jodne ka.... eenko yeh nahe malum ansariyon ne bahot se obc communities se shaadi bhe keein aur unko musalman banaya... jab ansari lucknow mein aayein firangi mahali sahab ke family unhone chote chotte deeh banaya jissmein islam kee taalem hotee thein... aur bahot se hinduon ke choote caste acchuton ko islam ke taalim deeke musalman banaya gayaa... so politicians stop saying ansaris obc haainnn for vote reason...

6

Up next

LIVE

13 साल की उम्र में RSS से जुड़े, फिर क्यों छोड़ा संघ? भँवर मेघवंशी की चौंकाने वाली Inside Story

Arfa Khanum Sherwani · 588K views

LIVE

अंग्रेजों को हराने वाले Tipu की अनसुनी कहानी | टीपू सुल्तान की आखिरी लड़ाई | Story of Tipu Sultan

History Connect · 727K views

LIVE

ईरान और सऊदी अरब पर उम्मत में विवाद और Middle East की पूरी सच्चाई | Shams Tabrez Qasmi |Millat Times

Millat Times · 283K views

LIVE

Mughal king Aurangzeb India; औरंगज़ेब पर RSS-BJP का नैरेटिव?प्रो. राम पुनियानी ने बताया इतिहास का सच

The Swatantra · 249K views

LIVE

China Mein Musalman Pahunche Kaise? — The 1400-Year-Old Untold Story

Really Maktoob · 360K views

LIVE

Real History of the Mughal Empire । सभी ताक़तवर मुग़ल बादशाहों की असली कहानी - R.H Network

R.H NETWORK · 1.7M views

LIVE

ईरान में 46 बड़े ठिकानों पर हाई अलर्ट | YEMEN | SAUDI | IRAQ | GAZA | UAE | MIDDLE EAST की 20 ख़बरें

Pal Pal News · 2.6K views

LIVE

सच जानेंगे तो RSS से नफ़रत हो जाएगी? | Powerplay ft Shamshul Islam

Molitics · 664K views

LIVE

US-Iran Conflict, China-Taiwan और India की Strategy | Houthis Attack | Srijan Pal Singh Podcast

Desimartini · 136K views

LIVE

The Great "Umar bin Abdulaziz"

The Kohistani · 2.5M views

LIVE

Black Magic, Jinn & Evil Eye Explained | Signs, Ruqyah & Protection | Umair Bin Uzair

Hablullah · 203K views

LIVE

मंदिर और मूर्ति पूजा का घोर विरोधी आर्य समाज | Samvad With Tiwari G

Samvad With Tiwari G and 2 more · 451K views

LIVE

अंसारी क़ौम का असली इतिहास । Real History of Ansari/Julaha - R.H Network

R.H NETWORK · 487K views

LIVE

What Is the Purpose of Man on Earth? | Sahil Adeem | Part 2

Quran Learning Vlog · 4.5K views

LIVE

Mansoor Al-Hallaj: The Mystic Executed For Divine Love🔥| Full Biography | AudioBook Legends

AudioBook Legends · 189K views

LIVE

Evolution vs Islam: Hazrat Adamؑ Ka Asal Raaz

Sahil Adeem Daily · 61K views

LIVE

यहूदी धर्म से जुड़ा वो वीडियो जिसने पूरे अमेरिका को हैरान कर दिया है । Most Secretive Jewish Group

R.H NETWORK · 582K views

LIVE

The Truth Behind Devil Worship: Myth or Reality? Ft. Fahad Ali Kazmi

How Does It Work Podcast · 10K views

LIVE

Douglas Macgregor: Israel vs Turkey and Qatar: New US War Strategy?

Glenn Diesen · 363K views

LIVE

Everyone Knows His Name... But Not His Story | The Untold Reality of Ashraf Ali Thanvi

Raven Files · 159K views

YouTube, with the door locked.

Aegis plays a clean stream instead of YouTube's player, so pre-roll ads, trackers, and fingerprinting never ride along. Drop Shields any time if you want the official player back.